Header Ads

Dard e Tanhai Poetry in Urdu

urdu poetry raasta
Kyun Chaltay Chaltay Ruk Gaye Weraan Raasto
Kyun Chaltay Chaltay Ruk Gaye Weraan Raasto
Tanha Hon Aaj Mein Zara Ghar Tak To Sath Do


Chaman Mein Rehne Walon Se To Hum Sehraa Nashen Achay

Chaman Mein Rehne Walon Se To Hum Sehraa Nashen Achay
Bahhar Aa Ke Chali Jati Hai Weerani Nahi Jati

Tanhaiyan Tumhara Pata Pochti Rahen

Tanhaiyan Tumhara Pata Pochti Rahen
Shab Bar Tumhari Yaad Ne Sone Nahi Diya

Mein Tanha Tha Mein Tanha Hon

Mein Tanha Tha Mein Tanha Hon
Tum Aao To Kya Na Aao To Kya

Aik Mehfil Mein Kayi Mehfilen Hoti Hain Shareek

Aik Mehfil Mein Kayi Mehfilen Hoti Hain Shareek
Jis Ko Bhi Paas Se Dekho Ge Akela Hoga

Itne Ghane Badal Ke Peche

Itne Ghane Badal Ke Peche
Kitna Tanha Ho Ga Chand

Hamen Bhi Neend A Jaye Gi Ham Bhi So Hi Jayen Gey

Hamen Bhi Neend A Jaye Gi Ham Bhi So Hi Jayen Gey
Abhi Kuch Be-Qarari Hai Sitraon Tum Tu So Jao


Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Mein Sahara Hota

Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Mein Sahara Hota
Tun Na Hote Na Sahi Zikar Tumhara Hota

No comments